Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Ayam-e-Fatmiyah 2023

Zahra Ty Kalma Gowan Darwaza Inj Giraya Noha Lyrics | Ayaam E Fatima 2023 | Shahadat Hazrat Fatima s.a

Zahra Ty Kalma Gowan Darwaza Inj Giraya Noha Lyrics | Ayaam E Fatima 2023 | Shahadat Hazrat Fatima s.a   Noha (Hazrat Fatima Zahra s.a) Zahra Ty Kalma Gowan Darwaza Inj Giraya  Aj Tak Hassan Di Maa Ny Pasy Chun Hath Ni Chaya 1) Baby Nabi Noon Akhy Taqseer Ki Ay Meri Gasib Ny Akhiya Ay Waris Nahi Main Teri Masly Noon Bhul Gai Aan Ilzam Ay Hai Laya 2) Hun Tera Gham V Baba Zahra Mana Nai Sakdi Apny Hi Ghar ich Beh K Athroo Waha Nai Sakdi Haider Ny Shehron Bahar Baitulhuzun Banaya  3) Baba Main Daindi Rai Aan Tery Nam Di Duhai Fil Qurba Wali Aayat Kai War Main Sunai Fir V Ruwa k Main noon Darbar Chu Bulaya 4) Main Jaan Gain Aan Baba Kita Batool Ay Wain Ay Umat Ny Maar Dainy Mery Hassan Hussain Ay Darbar Ja K Ayho Mainu Nazar Ay Aya  (نوحہ (حضرت فاطمتہ الزہرا سلام اللہ علیہا  زہرا تے کلمہ واں دروازہ اینج گرایا اج تک حسن دی ماں نے پاسے چوں ہتھ نئیں چایا (1) بابے نبی نوں آکھے تقصیر کی اے میری غاصب نے آکھیا اے وارث نئیں میں تیری مسئلے نوں بُھل گئیںاں الزام ...

Noha Shahadat E Hazrat Fatima Zahra s.a || Mara Hai Fatima Ko Sab Ny Rula Rula Kar Noha Lyrics

  Noha (Hazrat Fatima Zahra s.a) Mara Hai Fatima Ko Sab Ny Rula Rula Kar  Zahra Ka dar Jala kar Zahra Py dar Gira Kar  1) Turbat sy Fatima ki Aati Yehe Sada Hai Pahlu sy Hath Mera ab Tak Nahi Hata Hai Mehdi Mujhy Sambhalo Gaibat sy Jald a Kar 2) Darbar sy Zaeefa Ghar ki Taraf Chali Hai Allah hi Janta Hai Kitni Dafa Giri Hai Laye Hain Apny Ghar Tak Hassnain K hud Utha Kar 3) Zalim Ka Taziyana Jis Hath Par Laga Hai Wo Hath Fatima Ka Uth hi Nahi Raha Hai  Parhti Hain ab Nimazain ik Hath hi Utha Kar 4) Pahlu main dard itna hai k tarap rahi hai Chalna b ab hai mushkil uth uth k gir Rahi Hai Chalti hai aik Shana deewar sy laga Kar 5) Kah k yateem khud ko Shabeer jab k roye Do hath Fatima k bandhy kafan sy nikly Seeny py roi apny Shabeer ko sula Kar 6) Manzar bara kathin tha jis Dam laga tamacha Sir bint e Mustafa Ka deewar sy laga tha Moo peet,ty thy Haider ankhon sy khon baha Kar 7) Hilny laga nabi Ka us dam mazaar aasi Zahra lehad py aa kar ro ro k jab pukari Chah...